DIWALI ME SAFAI

DIWALI ME SAFAI 1536

Diwali ke mavqea Par gair muslim ki dekha dekhi dukan Ya makan saf karna ya rang rogan karna kesa hai?

 

AAJ KA JAWAB:

DIWALI ME SAFAI‘ Se Agar maqsood in ke mazhsb ki taazeem aur ronaq badhana Hai to na jaiz hai.

DIWALI ME SAFAI” Se Agar sirf safai aur zeenat maqsood ho to diwali se pehle mushabahat paye jane ki wajha se mana hai safai dewali ke baad kar le.

DIWALI ME SAFAI” Hawala:

fatawa mahmoodiyah 18/33 SE 35 SE 35 AUR HASHIYAH SE MAKHOOZ

Fatawa qazikhan 3/577,

Rasheediyah 8/155 se makhooz

[popup_trigger id=”895″ tag=”K”][/popup_trigger]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *