TALAQ E BID’AT
AAJ KA SAWAL No. 2340
Talaq bid’at kise kehte hai?
JAWAB
حامدا و مصلیا مسلما
Bida’t aur haraam talaq woh hai jo ek sath tin dee jaye,ya haiz-m.c.ki haalat me ya jis paaki me suhbat-ham bistari ki ho us me talaq dena is tarah talaq dena bada gunah hai lekin talaq pad jayegi.
BAHISHTI ZEWAR MARDON KE LIYE SAFA 271 SE MAKHOOZ.
و الله اعلم بالصواب
ISLAMI TAREEKH :
21 JUMADIYUL UOOLA 1442 HIJRI
Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India.
ILmi Baat (Msg) Sikhaana (Phelana) Ibadat Se Behtar hai
DEEN SEEKHE AUR SIKHAYEN