Bade janwar me sab hisse daar mutayyan hen to zabah karte waqt sab ka name lena zaruri he ?

Sawal… 

Bade janwar me sab hisse daar mutayyan hen to zabah karte waqt sab ka name lena zaruri he ??

 

Jawab.. 

Hisse daar mutayyan ho chuke to zabah ke waqt har ek name lena zaruri nahi, sirf zabah karne se sab ki qurbani hojayegi..

(Mustafad, kitabul masail 2,235)

M Ibrahim Alyani

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *