Language
Click below for languages:
⭕AAJ KA SAWAL NO.996⭕
Nikah ka kya tareeqah hai jis me kon si cheez farz wajib hai aur kon si nahi?
🔵 AAJ KA JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Nikah naam hsi do aqil, balig mard ta ek mard, do aorton ke gawahon ki mavjoodgi me mard aorat ke ijab wa qubool karne ka jis me mahar wajib hai.us ka bhi nikah ke waqt hona zarooree nahi udhar bhi rakh sakte hai.
jis me qazi ka hona, khutbe aur ealime ka hona,chhuware taqsim karna sunnat hai farz ya wajib nahi. hanfiyah ke nazdeek nikah itna aasan hai ke koi is tarah nikah kar le to zina-badkari me mubtala hone ki nubat hi na aaye.
ISLAMI SHADI,
QSNOONE ISLAM
و اللہ اعلم
📝 Mufti Imran Ismail Memon.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura,Surat, Gujarat,india