DIWALI ME SAFAI 1536
Diwali ke mavqea Par gair muslim ki dekha dekhi dukan Ya makan saf karna ya rang rogan karna kesa hai?
AAJ KA JAWAB:
‘DIWALI ME SAFAI‘ Se Agar maqsood in ke mazhsb ki taazeem aur ronaq badhana Hai to na jaiz hai.
“DIWALI ME SAFAI” Se Agar sirf safai aur zeenat maqsood ho to diwali se pehle mushabahat paye jane ki wajha se mana hai safai dewali ke baad kar le.
“DIWALI ME SAFAI” Hawala:
fatawa mahmoodiyah 18/33 SE 35 SE 35 AUR HASHIYAH SE MAKHOOZ
Fatawa qazikhan 3/577,
Rasheediyah 8/155 se makhooz
[popup_trigger id=”895″ tag=”K”][/popup_trigger]