FARISHTON KI TAADAD | 4 MASHHOOR FARISHTE

FARISHTON KI TAADAD
4 MASHHOOR FARISHTE

AAJ KA SAWAL NO.1625

Farishte kitne hai aur un ke kya kya kaam hai?

JAWAB

حامدا و مصلیا مسلما

Farishten be shumar hai un ki saheeh ginti allah hi ko maloom hai un me se 4 bade muqarrab aur mashoor ke naam aur kaam ye hai.

1.Hazrat Jibraeel alayhis salam allah ki kitaben ahkaam aur paigam nabiyon aur rasloon tak pahonchate the.

2.Hazrat meekail a.s.ke zimme barish barsana aur makhlooq tak rozee pahonchana hai.

3.Hazrat israafeel a.s.ke zimme qayamat ke din soor funkna hai.

4.Hazrat izraail a.s.ke zimme makhlooq ki jaan nikalna muqarar hai.

ISLAMI AQAID SAFA 15

و الله اعلم بالصواب

ISLAMI TAREEKH: 25
JUMAD AL ULAA 1440 HIJRI

Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

One thought on “FARISHTON KI TAADAD | 4 MASHHOOR FARISHTE

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *