Imam Rukooa Me Ho To Takbeere Tahreema Kehne Me Ek Aam Galati




Language

Click below for languages:

 

Qayam Kitni Der Ka Farz

⭕AAJ KA SAWAL NO.2001⭕

Jab imam rukooa me hota hai to baz log takbire tahrima jul kar kehkar rukooa kar lete hai istarah jamat me shirkat saheeh hai?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا مسلما
Khade hone ki haalat me takbeere tahrime kehna farz hai lihaza Jo log itna jhuk kar takbire tahrima kehte hai jis me ghutno tak hath pahonch sakte ho to istarah namaz Nahi Hoti hai.

📕FATAWA RAHEEMIYAH

و الله اعلم بالصواب

🌙🗓ISLAMI TAREEKH :
13 JUMADIYUL AAKHAR 1441 HIJRI

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi

🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura wa Secretry jamiate ulama Surat, Gujarat, India.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *