Nafal Namaz Me Urdu Me Dua Mangna




Language

Click below for languages:

 

Nafal Namaz Me Urdu Me Dua Mangna

⭕AAJ KA SAWAL No.4103⭕

Nafal namaz ke sajde me ya qaidah me urdu me dua maangna jaisa hai?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا مسلما

Nafal ya kisi bhi namaz me arbi ke alawah urdu wagaira ne dua maangna jaiz nahi agar bila irada koi jumla nikal gaya to namaz makroohe tahrimee hogi jis ko lotana wajib hai.

📗ON LINE FATAWA DARUL ULOOM DEWBAND FATWA NO.66626

 

و الله اعلم بالصواب

✍🏻 Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
🕌 Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *