Bada se EIDGAH hone ke bilaw
zood molana elaan karte hai Eid ki namaz masjid mein hogi inshallah
aajkasawal Changed status to publish May 16, 2024
حامدا و مصلیا و مسلما
Agar waqiee me na hoti ho to masjid padhne me koi haraj nahi.
aksar jaga Eid gah shahar ya ganv ke andar aa gayi hai aabadi ke bahar nahi to fir eidgah ki takid nahi.mahalle ki masjid me padhna makruh nahi.isliye aesa aelan kar sakte hai.
FATAWA QASMIYAH9/482 SE MAKHOOZ
aajkasawal Answered question May 16, 2024