Dashera Ke Din Fafde Jalebi Khane Ka Hukm




Language

Click below for languages:

 

Dashera Ke Din Fafde Jalebi Khane Ka Hukm

⭕AAJ KA SAWAL No.3374⭕
Dashera ke din fafde jalebi hamare hindu bhai kasrat se khate hai un ki dekha dekhi musalman bhai bhi is din khate hai to is ke khane ka kya hukm hai?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا مسلما
Prachin- purane hindu dharm ke shaashtron-kitabon ke mutabiq agar pure din upwas- roza rakhte hai to besan se bani hui cheez khana zarooree hota hai raamji ko shash kuli- jalebi pasand thi aur hunumanji ko besan se bani cheez pasand thi is se pata chala ke us din is ke khane me mazhabi haisiyat hai aur islam dusre mazhab ki cheezon ki mushabahat- copy karne se mana karta hai lihaza us din musalmano ko jalbi aur fafde khane se bachna chahiye.
(GOOGLE PAR SERCH KIJIYE DASHERA ME LOG JAKEBI FAFDA KYUN KHATE HAI ?)
و الله اعلم بالصواب
✍🏻 Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
🕌 Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *