SAWAL
YOGA ME SROLOK, MANT NA PADHE AUR HATH NA JODE TO JAIZ HAI?
JAWAB
YOGA HINDUON KI MAZHABI KHAS IBADAT-ARAADHANA HAI UN KA SHIAAR, MAZHABI PEHCHAN, SANSKURUTI HAI(IS KA IQRAAR AKHBARON KI ADD ME WOH KHUD KAR CHUKE HAI ) UN KI MAZHABI AHAM KITAB GITA 350 PAGE KI HAIN JIS ME 150 PAGE SIRF YOGA PAR HAI AUR US KA HAR SABAQ YOGA SE SHUROOA HOTA HAI LIHAZA YOGA KI KISI BHI SURAT ME BILKUL IJAZAT NAHI APNE BACHCHON KO BHI IS SE BACHNE AUR NA KARNI KI TAKEED KARE SIRF WARZUSH KEHNEWALIN AUR AEATIRAZ KARNEWALON KO KAHA JAYE TUM HAMARI NAMAZ PARHO US ME QURAAN PARHNE KI BAJAYR APNE MANTR PARHNA WOH HARGIZ TAIYYAR NA HONGE KIYUN NAMAZ HAMARI MAZHABI IBADAT HAI.YOGA UN KI DHARMIK KIRYA HAI.AUR HAM KO HUZOOR SALALLAHU ALAIHI WASALLAM NE KISI QAUM KI MUSHABAHAT-COPY IKHTIYAR KARNE SE BHI SAKHTI SE ROKA HAI. FROMHAZRAT MAULANA SAJJAD SAHAB NUAMANI,HAZRAT MAULANA SALMAN SAHAB NADVI,HAZRAT MUALANA SALIM SAHAB DEWBANDIHAZRAT MAULANA ATAUL RAHMAN SB NADVI DAMAT BARKATUHUM KE BAYANAT SE MAKHOOZYOGA NAJIAZ KYUN?