Nikah Padhane Ki Ujrat Ka Hukm
⭕AAJ KA SAWAL No.3339⭕
kya nikah karane ke lie ujrat lena jaaiz hai ya Na haiz?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا مسلما
Nikaah khvaanee kee ujrat qazi(nikah padhanewale) aur bulaane vaale kee aapasee Razamandi se lena jaaiz hai, aur agar ujrat tay nahin hai, to jo urf-wahan ka riwaj ho us ka aetibar hoga
📗(Fatawa hindeeya 3/345)
و الله اعلم بالصواب
✍🏻 Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
🕌 Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India