ITR (ATTAR) LAGAANE KA SUNNAT TARIQAH
Itr lagane ka sunnat tariqah kya hai?
JAWAB
Itr (attar) ka lagaane ka sunnat tariqah yeh hai ke itr le kar use hatheli me ragade-male. Fir use darhi aur kapadon me lagaye.
SUNANO AADAAB SAFA 59
BA HAWALA MAJMUA ZAWAID BABUB TEEBI BADAL WUZOO JILD 1 SAFA 22
HADEES NO.1233
Daayen (sidhe, right) haath se itr lekar baayen haath ki hatheli par daale, uske baad dono hatheli ko mal len, aur daayen (sidhe, right) taraf se lagana shuru kare hadees me dayen taraf se har achchhe kaam ki shurooat karna sabit hai.
ู ุงููู ุงุนูู
ุจุงูุตูุงุจ