Jo soodee qarz leta ho us ki amdani ka hukm

Sawal

Jo soodee qarz leta ho us ki amdani ka hukm

Kisi shakhs ne soodee qarz lekar tijarat ki, fir us tijarat se amdani hui to amdani halal hai ya haraam?

 

Jawab

Woh amdani halaal hai us ko apni zarooriyat me bila kisee haraj ke istiamal kar sakta hai.

Kiyun ke qarz lene me sharte fasid pai ja rahi hai.us sood dene ki fasid shart se  qarz ki raqam me koi kharabi paida nahi hoti.woh us qarz ki raqam ka malik ho jata hai aur apni milkiyat ke mal se tijarat jaiz hai lihaza nafe ka bhi malik ho jata hai albattah sood par qarz lene ka sakht gunah hoga.

Aelaus sunan 14/548

Fatawa mahmoodiya 16/304)

Allah taala hame har gunah se nafrat ata farmaye amee

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *