KISI KO QASAM DENA KOI CHEEZ HARAAMÂ KARNA
SAWAL
- AGAR ME YUN KAHUN KE FULA CHEEZ MUJH PAR HARAAM HAI TO KIYA WOH HARAAM HO JAYEGI?
- KISI NE KAHA TUJHE ALLAH KI QASAM YE KAAM ZAROOR KARO TO KIYA QASAM DENE SE QASAM HO JATI HAI?
WOH KAAM KARNA HI PADEGA?
Jawab
- Woh cheez haraam nahi hogi lekeen aesa kehne se qasam munaqid ho jati hai woh cheez istemal karne se kaffarah dena padega.
- Is tarah kehne se qasam munaqid nahi hoti woh kaam karna zarooree nahi ho jata aur na karne se kaffarah bhi nahi aayega