PAIGAMBAR Alayhissalam KO BHEJNE KA MAQSAD

PAIGAMBAR (Alayhissalam) KO BHEJNE KA MAQSAD

AAJ KA SAWAL NO.1641

Allah nabiyon (Alayhissalam) ko kyun bhejte hai?

JAWAB

حامدا و مصلیا مسلما

Insano ko sidha rasta batane aur Uske ahkaam yani Allah kin cheezon se khush hote hai aur kin cheezon se naraz hote hai,

zindagi ka maqsad aur usey guzarne ka saheeh tareeqa kya hai, is ko batlane ke liye Allah nabiyon-paigambaron (Alayhissalam) ko bhejte hai.

BAHISHTI ZEWAR AUR ISLAMI AQAID SE MAKHOOZ

و الله اعلم بالصواب

ISLAMI TAREEKH :

10 JUMAD AL ULAA 1440 HIJRI

Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

[button color=”red” size=”big” link=”https://www.aajkasawal.in/subscribe-kare/” icon=”” target=”true”]SUBSCRIBE TO AAJ KA SAWAL[/button] [popup_trigger id=”2008″ tag=”Jsjh”][/popup_trigger]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *