SALAAM KARNA KAHAN MANA HAI
⭕AAJ KA SAWAL No. 2968⭕
Jo shakhs zikr, tilawat,mutala,muraqabah, khane aur wuzu me mashgool ho to un ko salam karna kaisa hai ?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا مسلما
Sawal me poochhe gaye mashgool hazraat ko salaam karna makroohe tahreemi aur gunah hai.un hazraat par salam ka jawab dena bhi wajib nahi.
Isi tarah azaan or iqamat ke waqt, or agar koi shakhs so raha ho to salam na kare..
📕MAHMUDUL FATAWA 4/712
📙BA HAWALA SHAMI 1/457
📗 FATAWA RAHIMIYAH 10/130
و الله اعلم بالصواب
✍🏻 Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
🕌 Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India