⭕AAJ KA SAWAL NO.1581⭕
Hath per par mehndi lagane ka aorton, mardon aur bachhon ka kya hukm hai?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Aurton ko hath aur per par mehndi lagana sunnat hai lekin tasweer na banaye
mardon ko bataure zenat mehndi lagana na jaiz aur makrooh hai
na balig bachchon ko bhi mehndi lagana jaiz nahi han bataure ilaj dawa ke taur par lagana jaiz hai.
📗BALON AUR NAKHOONO KE MASAI SSFA 43
و الله اعلم بالصواب
🌙🗓ISLAMI TAREEKH : RABEEUL AWWAL 1440 HIJRI
✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.