Meelad Aur Juloos Ke Tamam Dalail Ka Jawabat








Meelad Aur Juloos Ke Tamam Dalail Ka Jawabat

⭕AAJ KA SAWAL No.3357⭕

Barelvi hazraat meelad par quran wa hadees ki daleelon ke alawah, huzoor sallallahu alaihi wasallam ki wiladat par baaz logon ke khush hone ke waqiaat,hijrat jarne par istiqbal ke waqiaat wagaira dalail.ka kya jawab fiya jaye?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا مسلما

💎 ZIKRE MILAAD MAVLOOD IS KA MATLAB HOTA HAI WILADAT SHAREEF PEDAISH KA BAYAN,TAZKIRAH IS SE FKON MAN’A KARTA HAI? YAHI TO HANARE BAAZ BUZROGON NE KIYA HAI WAHAN NA HAD SE ZAYADA LIGHTING THI NA USEE DEEN MANANE KO ZAROOREE SAMAJHTE THE,NA QAYAM KI KHAS PABANDI,NA MAVZOOA RIWAYAT KA BAYAN,NA SHEERNI KA ILTIZAM NA MARD AURAT KA IKHTILAT AESEE MEELAD MANA NAHI.

👉 YE BAA-ISE KHAIR WA AJR HAI.

👉 HAM BHI PURE SAAL SIRAT KITAB PADHNE PADHANE ME, TABLEEG WALE PEHLI SIFT IMAN JIS KA DUSRA HISSA MUHAMMADUR RASOOLULLAH HAI HUZOOR صل اللہ علیہ وسلم KI MUHABBAT AUR ITTIBAA HAI US ME BHI KARTE HAI.

🚫 IN TAMAM DALEELON ME YE BAAT KAHAN KE

👉 HAR SAAL DIN KI TAYEEN KE SATH KARTE THE?

👉 YA KHADE HOKAR HI MEELAD PADHTE THE?

👉 YA DIWAALI KI TARAH LIGHTING KARTE THE?

👉 JULOOS NIKALTE THE?

👉🏻MEELAD KI SHUROOAT 6 SADI BAAD BADSHAH IRBAL NE KI(TAREEKHE IBNE KHALQAN) SAHABA,TABIEEN,AUR TABE TABIEEN KI 3 KHAIR KE ZAMANE AUR SADI BAAD KA KOI BHI KAAM MAKKA MADEENA BHI HUJJAT AUR DALEEL NAHI DALEEL SIRF 4 HAI QUR’AN,HADEES,IJMAA,QAYASE SHAR’EE.

👉 US DIN KO EID KI TARAH MANATE THE YA US DIN ROZA RAKHA KARTE THE.

👉 EID KO TO ROZA RAKHNA HARAAM HAI.

💎 Huzoor sallallahu alaihi wasallam KHUD MADEENAH YA KUFA ME PEHLI BAAR TASHRIF LAYE THE US WAQT KHUSHI MANAI THI ISTIQBAL KE LIYE MAJMAA NIKLA THA

🚫 LEKIN US WAQT RABEEUL AWWAL KA MAHINAH NAHI THA.

🚫 AUR FIR HAR SAAL.ISI TARAH US DIN KHUSHI MANATE THE YE SABIT KARO.

🤔 HAME BHI BATAO KON SE SHAHAR ME?
KON SE WAQT?
KON SI JAGA SARKAR صل اللہ علیہ وسلم KI AMAD HAI?

💐 HAM FULON KO BICHHA DENGE PURI DUNYA KE LOG US SHAHAR ME JAMA HO JAYENGE, LEKIN AESA NAHI HO RAHA HAI

🎉 JANAM DIN (BRITH DAY) MANANA GAIRON KA TAREEQAH HAI

👉 US DIN CAKE KATNA, MOMBATTI BUJHANA SABIT KARO?

👉 YE SAB KAAM SAWAB AUR DEEN SAMJH KAR KIYE JATE HAI ISLIYE BIDAT HAI AUR BIDA’AT KO BIDATI GUNAH NAHI SAMJHTA ISLIYE TAUBA KI TAUFEEQ NAHI HOGI

🚫 IS DIN EID NAHI MANAI TO YE SAWAL HARGIZ NAHI HOGA KE TUM NE IS TARAH KHUSHIYAN KYUN NAHI MANAI LEKIN AGAR YE BIDAT NIKLI TO ZAROOR SAWAL HOGA YE BIDAT KYUN KI ?

👉 WAFAT KA DIN 12 RABI-UL-AWWAL BILKUL TAY THA?

👉 WILADAT KA DIN MAULANA AHMAD RAZA KE FATAWA RAZWIYYAH KI TAQWIMI TAHQEEQ KE MUTABIQ 9 RABIUL AWWAL THA.

👺 TO IBLIS KI TARAH WAFAT KE DIN KHUSHIYAN KYUN MANAI?

و الله اعلم بالصواب

✍🏻 Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
🕌 Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *