Language
Click below for languages:
Qabr Par Khade Rehne Ka Tareeqa
⭕AAJ KA SAWAL No.3376⭕
Qabr par isale sawab ke liye jayen to hamen kahan khade rehna chahiye?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا مسلما
Qabr par us ke sirhaane is tarah khada rahe ke hamari pithh qible ki taraf ho aur hamara chehra maiyyat ke chehre ki taraf ho agar hamara rukh qible ki taraf higa to us taraf maiyyat ki pithh hogi to maiyyat ko pata nahi vhalega ke kon aaya hai aur paanv ya us ke bilkul samne ki janib se jane me maiyyat ko dekhne me taklif hoti hai.
NOT: Alame barzakh me Asal ruh dekhti hai jis ka talluq jism ya us ki mitti ke sath hota hai .
📗AHWAALUL MAUTA WAL QUBOOR
و الله اعلم بالصواب
✍🏻 Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
🕌 Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India