Language
Click below for languages:
Sote Huwe Kisi Rukn Ko Ada Karna
⭕AA KE MASAIL NO.3405⭕
Agar koi shakhs sajde me so gaya fir kisi ne namaz hee me use jaga diya sur woh foran uth kar qaide me bethh gaya to us ki namaz hui ya nahi?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا مسلما
Namaz ke har rukn ko jaag kar ada karna zarooree hai jab sajde me so gaya tha to jab uthha to use usee sajde ko jaagkar dohrana laazim tha lekin us ne use dohraya nahi isliye namaz ada nahi hui.use dobara padhe.
📗KITABUL MASAIL 1/400 BA HAWALA DUREE MUKHTAR MAKTABA ZAKARIYA 2/392
و الله اعلم بالصواب
✍🏻 Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
🕌 Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India