Taadi-bhang Ka Hukm




Language

Click below for languages:

 

Taadi-bhang Ka Hukm

⭕AA KE MASAIL NO.3420⭕

Tadi ja sirkah jo tadi ko sukha kar banaya jata hai woh jaiz aur tadi kyun haraam hai?

 

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا مسلما
Tadi me Nasha na ho to jaiz hai sirkah ban Jane ke baad Nasha nahi rehta isliye jaiz hai tadi me Nasha hone se pehle istemal kar len to mana nahi hai. Char qudm ki sharab aesi hai ke us ka ek qatra bhi haraam aur napak hai Nasha ho ya na ho woh sharab tanha ho ya kisi cheez ke sath mili Hui ho sab ka ek hee hukm hai.

📗FATAWA MAHMOODIYA 18/185
📘BAHAWA RADDUL MUHTAAR KITABUL HUDOOD

و الله اعلم بالصواب

✍🏻 Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
🕌 Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *