Language
Click below for languages:
Wazu Aur Gusl Ke Bad Khane Ke Liye Hath Dhona
⭕AAJ KA SAWAL No.3379⭕
Khana khate waqt hath tar- bhige huwe hona sunnat hai?Agar gusal kar ke aaya tab bhi hath dhona chahiye?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا مسلما
Khana khate waqt hath dhona mustaqil sunnat hai agarche wazu ,gusl nanaz se farig hokar asya ho.
📗FATAWA MAHMOODIYA 18/79
📘BAHAWA ALAMGIRI 5/337
و الله اعلم بالصواب
✍🏻 Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
🕌 Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India